.

Ya Ali Murtaza (Qawwali) Lyrics

Koi dhunde Rabb nu, masjidon mein
Koi dhunde Rabb nu, mandiron mein
Ye duniya padd rahi hai jis ka kalma,
Woh dil mein hai mere, tashreef farma
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza

Ya Ali murtaza, ya Ali murtaza
Ya Ali murtaza, ya Ali murtaza

Haath failaaye tumse kare iltejaa
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza

(Interlude)

Dil ka sukoon hai naam tumhara
Dil ka karna kaam tumhara
Tumhri sharan mein aan padhi hoon
Aas lagaaye kab se khadi hoon
Bin maange phal dene waale,
Mushkil ko hal karne waale
Jag ke paalan haar tumhi ho
Main nirdhan, dhanvaan tumhi ho..
Tumhi ho, tumhi ho
Ya Ali murtaza, ya Ali murtaza
Ya Ali murtaza, ya Ali murtaza
Haath failaaye tumse kare iltejaa

Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Wafa tumhi ho, ataa tumhi ho
Dhadakte dil ki, sadaa tumhi ho
Sukoon-e-dil ho, ya koi ghum ho
Har ek maraz ki, dawaa tumhi ho

Tadapte dil ne tumhe pukara
Sakhi bhi tum ho, sakha bhi tum ho
Main jiske saaye mein chal rahi hoon
Woh mere ab aasmaan tumhi ho

Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Ho karam ki nazar ya Ali murtaza
Report lyrics
Top Wajid, Danish Sabri & Payal Dev Lyrics