Rehmat khuda kar zara eeik dafa
Dil dene ka keh zara falsafa
Ye naachiz eik chiz uski maange hai tujhse
Musafir ye dehleez maange hai tujhse
Khudaya tu bata Kahaan uska pata
Pata kar
Main uske bina be pata hu
be pata, be pata, be pata hu
Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye
Lamho ki iss bheed mein
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fiqrein deikhaye...
Oh itraaye
Bas eik khayal uska dil ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha aise shiddaton se yun toot ke
Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
Khudaya tu bata
Kahaan uska pata? pata kar.
Main uske bina bepata hu
Be pata, be pata, be pata hu
Khudaya tu bata Kahaan uska pata?
Pata kar.
Main uske bina be pata hu
Be pata, be pata, be pata hu
Dil dene ka keh zara falsafa
Ye naachiz eik chiz uski maange hai tujhse
Musafir ye dehleez maange hai tujhse
Khudaya tu bata Kahaan uska pata
Pata kar
Main uske bina be pata hu
be pata, be pata, be pata hu
Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye
Lamho ki iss bheed mein
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fiqrein deikhaye...
Oh itraaye
Bas eik khayal uska dil ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha aise shiddaton se yun toot ke
Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
Khudaya tu bata
Kahaan uska pata? pata kar.
Main uske bina bepata hu
Be pata, be pata, be pata hu
Khudaya tu bata Kahaan uska pata?
Pata kar.
Main uske bina be pata hu
Be pata, be pata, be pata hu