Jheel mein chand nazar aaye thi hasrat uski

Kab se aankhon mein liye baitha hoon surat uski

Ek din mere kinaron mein simat jayegi
Ek din mere kinaron mein simat jayegi
Tahre paani si ye khamosh mohabbat uski

Bandh muththi ki tarah vo kabhi khulta hi nahin

Faasle aur badha deti hai khurbat uski

Kisne jaana hai badalte hue mausam ka mizaj

Usko chaho to samajh paoge phitrat uski