.

Suno Ke Main Hun Jawan Lyrics

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Sadak pe nikle
Lagey nahi zindagi seedhi
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan

Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Jhootay jo log hain
Un ki baatain ab nahi hum maaney
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan
Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Ohh woah
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Meri jaan
Report lyrics