.

Yaad Nahin Kya Kya Dekha Tha Lyrics

Yaad nahi ... Yaad nahi
Yaad nahi kya kya dhekha tha
saare manzar bhool gaye(2),
Uski galiyon se jab laute
apna bhi ghar bhool gaye,
Yaadh nahi... Yaadh nahi...
Khoob gaye pardes ki apne
deewaro-dar bhool gaye(2),
Sheesh mahal ne aisa ghera
mitti ke ghar bhool gaye,
Uski galiyon se jab laute
apna bhi ghar bhool gaye,
Yaadh nahi... Yaadh nahi...
Tujhko bhi jab apni kasme
apne vaade yaad nahi(2),
Hum bhi apne khwaab teri
aankhon mei rakh kar bhool gaye,
Uski galiyon se jab laute
apna bhi ghar bhool gaye,
Yaadh nahi... Yaadh nahi...
Mujhko jinhone qatal kiya hai
koi unhe batlaye n***r(2),
Meri laash ke pahloo mein
wo apna khanjar bhool gaye
Uski galiyon se jab laute
apna bhi ghar bhool gaye,
Yaadh nahi... Yaadh nahi...
Report lyrics
Saher (2000)
Tere Baare Mein Jab Socha Nahi Tha Mujhse Bichhad Ke Khush Rehta Ho Tumne Dilki Baat Keh Di Mujhe Hosh Nahin Yeh Jo Zindagi Ki Kitaab Hai Yaad Nahin Kya Kya Dekha Tha Charage Ishq Jalaane Ki Raat Tere Aane Ki Jab Khabar