Tujhse hi to mili hai rahat
Tu hi to meri hai chahat
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadein hain kuch adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Mera mann, kehne laga
Paas aake na tu door jaa
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...
Hmmm..
Tujhe apna bana loon
Tujhe tujh se chura loon
Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba!
Ik mujh pe karam ho
Tu hi mera sanam ho
Teri mujh pe nazar ho, Sahiba!
Hmmm... aa aa...
Mar main jaaunga, reh na paaun
Gham judai ka seh na paaun
Aye tujhe pyaar ka vaasta
Teri yaadein hai kuchh adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Raat ke chaand tale
Aagosh mein meri tu aa
Baahon mein le lo mujhe
Zara sapno mein apne basa
Mera mann, kehne laga
Paas aake na tu door jaa
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...
Tu hi to meri hai chahat
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadein hain kuch adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Mera mann, kehne laga
Paas aake na tu door jaa
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...
Hmmm..
Tujhe apna bana loon
Tujhe tujh se chura loon
Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba!
Ik mujh pe karam ho
Tu hi mera sanam ho
Teri mujh pe nazar ho, Sahiba!
Hmmm... aa aa...
Mar main jaaunga, reh na paaun
Gham judai ka seh na paaun
Aye tujhe pyaar ka vaasta
Teri yaadein hai kuchh adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Raat ke chaand tale
Aagosh mein meri tu aa
Baahon mein le lo mujhe
Zara sapno mein apne basa
Mera mann, kehne laga
Paas aake na tu door jaa
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...