Agar Firdaus bar rōy-e zamin ast,
Haminastu, haminastu (hamin asto..)
Meri jaan rooh dil se ba-basht
Haminastu, haminastu (hamin asto..) (x2)
Ho khamosh darkhton ke saaye
Ye khauf hai soya sa
O kuch khoya khoya humnein bhi
Ye chehra hai roya sa
Murjhate gulon ne jhuk ke kaha
Hume aadat hai haminastu (hamin asto)...
Chalte lamhon ne ruk ke kaha
Inaayat hai haminastu (hamin asto)...
Yeh veerane, yeh sannate
Yeh kya bol rahe hain
Aate jaate, aate jaate
Ho..
Panchi saare ud gaye kahi
Bas ghonsley hain haminasto
Gar jannat hai zameen pe kahi
Yahi pe hai haminasto, haminasto (hamin asto..)
Haminastu, haminastu (hamin asto..)
Meri jaan rooh dil se ba-basht
Haminastu, haminastu (hamin asto..) (x2)
Ho khamosh darkhton ke saaye
Ye khauf hai soya sa
O kuch khoya khoya humnein bhi
Ye chehra hai roya sa
Murjhate gulon ne jhuk ke kaha
Hume aadat hai haminastu (hamin asto)...
Chalte lamhon ne ruk ke kaha
Inaayat hai haminastu (hamin asto)...
Yeh veerane, yeh sannate
Yeh kya bol rahe hain
Aate jaate, aate jaate
Ho..
Panchi saare ud gaye kahi
Bas ghonsley hain haminasto
Gar jannat hai zameen pe kahi
Yahi pe hai haminasto, haminasto (hamin asto..)