Mera kuch saamaan tumhare paas pada hai -2 o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain aur
mere ik khat main lipti raat padi hai vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do -2
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai -2
saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain aur
mere ik khat main lipti raat padi hai vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do
patjhad hai kuch ... hai na ?
o ! patjhad main kuch patton ke
girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad kee vo shaakh abhi tak kaanp rahi hai vo saakh gira do, mera vo saamaan lauta do - 2
ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe
bheeg rahe the - 2
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thee
geela man shayad bistar ke
paas pada ho vo bhijwa do, mera vo saamaan lauta do
ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til - 2
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch jhooth mooth ke wade sab
yaad karaa do sab bhijwa do, mera vo saamaan lauta do - 2 ek ijaazat de do bas, jab isako
dafanaaungee main bhi vaheen so jaungee main bhi vaheen so jaungee