Ye lamha, jo thehra hai
Mera hai, ye tera hai
Ye lamha, main jee loon zara
Tujh mein khoya rahun main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahun main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi
Kyon bewajah gungunaaye
Kyon bewajah muskuraaye
Palkein chamakne lagi hain
Ab khwaab kaise chupaaye
Behki si, baatein kar le
Hans hans ke aankhein bhar le
Ye behoshiyaan, phir kahan
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi
(Interlude)
Dil pe taras aa raha hai
Pagal kahin ho na jaaye
Woh bhi main sunne laga hoon
Jo tum kabhi keh na paaye
Ye subah, phir aayegi
Ye shaamein, phir aayengi
Ye nazdeekiyaan, phir kahan
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi
Mera hai, ye tera hai
Ye lamha, main jee loon zara
Tujh mein khoya rahun main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahun main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi
Kyon bewajah gungunaaye
Kyon bewajah muskuraaye
Palkein chamakne lagi hain
Ab khwaab kaise chupaaye
Behki si, baatein kar le
Hans hans ke aankhein bhar le
Ye behoshiyaan, phir kahan
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi
(Interlude)
Dil pe taras aa raha hai
Pagal kahin ho na jaaye
Woh bhi main sunne laga hoon
Jo tum kabhi keh na paaye
Ye subah, phir aayegi
Ye shaamein, phir aayengi
Ye nazdeekiyaan, phir kahan
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhund lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan.. phir kabhi