chaaron taraf
noor-un-ala, noor-un-ala, noor-un-ala-noor
yeh barkh-e-tajalli andheron ko cheerti
yahaan bhi tu, vahaan bhi tu
yeh roshni kya roshni
tere siva koi hai ke poochhoon
andheron se poochha to chup ho gaye, chup ho gaye
ujaalon se poochha to sharmaa gaye, sharmaa gaye
parindon se poochha...parindon se poochha kahaan parwaaz hai
khamoshi se poochha kahaan aawaaz hai
phoolon se patton se
rangon se aayi sadaa
uthaayi chilman to dekha jalwa tera
badhaaya kadam to manzil teri manzil teri
uthaayi nazar to soorat teri, soorat teri
bhanwarein ki gun-gun mein
kangan ki khan-khan mein
aashiq ke tan-man mein
birhan ke nainan mein
gaanon mein sargam mein, taanon mein sargam mein bas tu hai
tu hi tu
noor-un-ala, noor-un-ala, noor-un-ala-noor
dil ki deewaanagi mann ki aawaaragi tu
door leke chal doon kuchh pooch raha tu kuchh pooch raha tu
zindagi ek raaz thi, ek raaz hai ek raaz hai
jaankar hoga kya...jaankar hoga kya kisne hai jaana
koi kahe mohabbat koi ibaadat
deewaanagi kahe chaahe junoon