Phir ghata chaa gayii
Aur kehtii rahii wo mujh se
Ja ke mil us ko
Dushmanii nahi tujhse
Phir tha kya soochna
Bas chal para
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Boondhen moti ban gaye
Aur choota raha main un ko
Baarishon ke shor main
Sunta raha main tum ko
Phir tha kya soochna
Bas chal para
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Kuch bhi nahi apni khabar ye jana
Ab tu hi tu aaya nazar ye mana
Mere geeton ke bol bhi tum ye jana
Mere rangon ke phool bhi tum ye mana
To chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
To chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Aur kehtii rahii wo mujh se
Ja ke mil us ko
Dushmanii nahi tujhse
Phir tha kya soochna
Bas chal para
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Boondhen moti ban gaye
Aur choota raha main un ko
Baarishon ke shor main
Sunta raha main tum ko
Phir tha kya soochna
Bas chal para
Main chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
Kuch bhi nahi apni khabar ye jana
Ab tu hi tu aaya nazar ye mana
Mere geeton ke bol bhi tum ye jana
Mere rangon ke phool bhi tum ye mana
To chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar
To chal para un raston per
Jo jaatay thay tere ghar
Wo rastay tere aur mere humsafar