chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri

khushiyan woh layi meri
(palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe
khwaabo ko sach hone de) - 2
har ek dua mein usko hi maanga sada
woh bhi mujhe maang le

shehzadi aayi meri oo oo oo o
aane se uske yaha mehka hain sara sama
usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan
mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi
sun le jara tu yeh iltejaah hain khuda
woh kaash mujhko miley...

khwaabo, khwaabo ka aao ek ghar banaye
harsu jaha hum mohabbat sajaye
subah shaam ho jaa dilkaashi,raat miley shabnami
ek chand jaise taaron ke dil mein pane
yeh pyar aaise khile

shehzadi aayi meri Disha oo oo oo o