Chupke chupke dekh raha hoon
tera jadu tona
Subaha subaha chaand nikalana
raat ko dhoop ka khulna (2)
Tu chaahe mausam badal jaaye
sargam nahi
tu chaahe badal ye dhal jaaye
boondon mein
Dhooli phatati ek hawa hai
tere ghar ko aaye
Bhool ke rasta khaamoshi se
julf teri suljhaye
Mujhko gawara nahi tujhko choo jaaye
jhonka bhi
mere siwa koi ab tere galiyon se
gujare bhi
Deewaron se dhoop dhale jab
mujhko yaad tu aaye
parchhai si door khadi tu
mere khaab churaye
Ye soch ke main to baithaa hoon
raahon pe
shaayad kisi din tu aaegi
baahon mein
tera jadu tona
Subaha subaha chaand nikalana
raat ko dhoop ka khulna (2)
Tu chaahe mausam badal jaaye
sargam nahi
tu chaahe badal ye dhal jaaye
boondon mein
Dhooli phatati ek hawa hai
tere ghar ko aaye
Bhool ke rasta khaamoshi se
julf teri suljhaye
Mujhko gawara nahi tujhko choo jaaye
jhonka bhi
mere siwa koi ab tere galiyon se
gujare bhi
Deewaron se dhoop dhale jab
mujhko yaad tu aaye
parchhai si door khadi tu
mere khaab churaye
Ye soch ke main to baithaa hoon
raahon pe
shaayad kisi din tu aaegi
baahon mein