mit jaaye yeh zameen
tham jaaye aasmaan
sun le jo agar kahin
yeh meri daastaan
mit jaaye....
chheena mujhe tumne
khushiyon ke aanchal se
har zakhm lipta hai
ashkon ke daaman se
chheena mujhe tumne
khushiyon ke aanchal se
har zakhm lipta hai
ashkon ke daaman se
gham ke andhere hain
ujadey savere hain
aankhon mein kirchon se
kyun khwab mere hain?
mit jaaye yeh zameen
(mit jaaye....)
tham jaaye aasamaan
(mit jaaye....)
soney ki sadakon pe
chalta raha tan ke
kantey b****hey ab hain
saaya tera ban ke
soney ki sadakon pe
chalta raha tan ke
kantey b****hey ab hain
saaya tera ban ke
gham ke andhere hain
ujadey savere hain
peeche salaakhon ke
kyun khwab mere hain?
mit jaaye yeh zameen
tham jaaye aasmaan
sun le jo gar kahin
yeh meri daastaan
mit jaaye.......
tham jaaye aasmaan
sun le jo agar kahin
yeh meri daastaan
mit jaaye....
chheena mujhe tumne
khushiyon ke aanchal se
har zakhm lipta hai
ashkon ke daaman se
chheena mujhe tumne
khushiyon ke aanchal se
har zakhm lipta hai
ashkon ke daaman se
gham ke andhere hain
ujadey savere hain
aankhon mein kirchon se
kyun khwab mere hain?
mit jaaye yeh zameen
(mit jaaye....)
tham jaaye aasamaan
(mit jaaye....)
soney ki sadakon pe
chalta raha tan ke
kantey b****hey ab hain
saaya tera ban ke
soney ki sadakon pe
chalta raha tan ke
kantey b****hey ab hain
saaya tera ban ke
gham ke andhere hain
ujadey savere hain
peeche salaakhon ke
kyun khwab mere hain?
mit jaaye yeh zameen
tham jaaye aasmaan
sun le jo gar kahin
yeh meri daastaan
mit jaaye.......