Tham gayee, yeh hawa.
Chaand bhi chup gaya
Raat ke, deheshat ka
Hai nahi khaatma
Dil mein jo, hai khumaar
Din ka hai, intezaar
Khoj hai, manzil kahan
Reheguzar toh bataa
Aankhon mein leke sapnay
Bhoole paraye apne
Dekho hum chal diye kahan
Karne duniya ko haasil
Dene khaabon ko manzil
Aakhir aa gaye hum yahan
Chorus
* Saamne hai manzar
Aasman ke upar
Neeche hai saara jahan
Haarke jeetenge
Mar ke bhi jeeyenge
Yaad aayenge sadaa
Hee eee eee - 2
Raahon ke saare pathar
Raahon se hat gaye has kar
Wo bhi ga rahey wahi zubaan
Karne duniya ko haasil
Dene khaabon ko manzil
Aakhir aa gaye hum yahan
Kehti hai jo dhadkan
Sun le hum ek dum
Phir badlega yeh jahan
# Goonjegee aawaazein
Jannaton ke upar
Us se bhi aage hai jaana
He ee ee
Bridge
Uljhe raaste, hongay apne raaho mein - 2
Hosh hai humein hai karma
Jo bhi kar sakey
Guitar Solo
* #
He eee eee - 2
Chaand bhi chup gaya
Raat ke, deheshat ka
Hai nahi khaatma
Dil mein jo, hai khumaar
Din ka hai, intezaar
Khoj hai, manzil kahan
Reheguzar toh bataa
Aankhon mein leke sapnay
Bhoole paraye apne
Dekho hum chal diye kahan
Karne duniya ko haasil
Dene khaabon ko manzil
Aakhir aa gaye hum yahan
Chorus
* Saamne hai manzar
Aasman ke upar
Neeche hai saara jahan
Haarke jeetenge
Mar ke bhi jeeyenge
Yaad aayenge sadaa
Hee eee eee - 2
Raahon ke saare pathar
Raahon se hat gaye has kar
Wo bhi ga rahey wahi zubaan
Karne duniya ko haasil
Dene khaabon ko manzil
Aakhir aa gaye hum yahan
Kehti hai jo dhadkan
Sun le hum ek dum
Phir badlega yeh jahan
# Goonjegee aawaazein
Jannaton ke upar
Us se bhi aage hai jaana
He ee ee
Bridge
Uljhe raaste, hongay apne raaho mein - 2
Hosh hai humein hai karma
Jo bhi kar sakey
Guitar Solo
* #
He eee eee - 2