Aur ek baar, aaya khayal
Hogi wo kab, nayee subah
Suunee raat - 3
Sataaye
Anjane saayen sapnon mein aaye
Dhadkan ki taalon pe sangeet sunaaye
Subha ki goongein mujhe jagayen
Neendein ud jaayen par hosh na aaye
Aur ek baar, aaya khayal
Hogi wo kab, nayee wajah
Suunee raat - 3
Jagaaye
Anjane saayen sapnon mein aaye
Dhadkan ki taalon pe sangeet sunaaye
Subha ki goongein mujhe jagayen
Neendein ud jaayen par hosh na aaye
Hogi kaisi yeh duniya
Honge kaise yeh raaste
Daudengi dhunon ki nadiyaan
Hawaon ka bhi rang hoga
Hoga nayan savera
Ek naya savera
Maa teri santaane
Aapas mein lad baithi
Faila apna woh aanchal
Hum sab ko jo narmaein
Hoga naya savera
Ek naya savera
Hogi wo kab, nayee subah
Suunee raat - 3
Sataaye
Anjane saayen sapnon mein aaye
Dhadkan ki taalon pe sangeet sunaaye
Subha ki goongein mujhe jagayen
Neendein ud jaayen par hosh na aaye
Aur ek baar, aaya khayal
Hogi wo kab, nayee wajah
Suunee raat - 3
Jagaaye
Anjane saayen sapnon mein aaye
Dhadkan ki taalon pe sangeet sunaaye
Subha ki goongein mujhe jagayen
Neendein ud jaayen par hosh na aaye
Hogi kaisi yeh duniya
Honge kaise yeh raaste
Daudengi dhunon ki nadiyaan
Hawaon ka bhi rang hoga
Hoga nayan savera
Ek naya savera
Maa teri santaane
Aapas mein lad baithi
Faila apna woh aanchal
Hum sab ko jo narmaein
Hoga naya savera
Ek naya savera