.

Tumhein Dillagi Bhool Jaani Padegi Lyrics

Tumhe Dillagi Bhul Jaani Padegi
Muhabbat Ki Raahon Mein Aake To Dekho

Tadapne Pe Mere Na Phir Tum Hasoge
Kabhi Dil Kisi Se Lagakar To Dekho
Wafaon Ki Hamse Tawakko Nahi Hai
Magar Ek Baar Aazma Ke To Dekho

Zamane Ko Apna Banakar To Dekho
Hame Bhi Tum Apna Banake To Dekho

Khuda Ke Liye Do Ab Ye Parda
Ke Aaj Hum Tum Nahi Gair Koi

Shab-E-Wasl Bhi Hai Hijab Is Qadar Kyun
Zara Rukh Se Anchal Utha Kar To Dekho

Jafaye Bohot Ki Bohot Zulm Dhaye
Kabhi Ek Nigahen Karam Is Taraf Bhi

Hamesha Huye Dekh Kar Mujhko Bereham
Kisi Gair Ko Sata Kar To Dekho

Jo Ulfat Me Har Ek Sitam Hai Gawara
Ye Sab Kuch Hai Pas-E-Wafa Tumse Warna

Satate Ho Din Raat Jis Tarah Mujhko
Kisi Gair Ko Sata Kar To Dekho
Agar Che Kisi Baat Par Wo Khafa Hai
To Acha Yahi Hai Tum Apni Si Kar Lo

Wo Mane Na Mane Ye Marzi Hai Unki
Magar Unko Purnam Mana Kar To Dekho
Muhabbat Ki Raahon Mein Aake To Dekho

Tadapne Pe Mere Na Phir Tum Hasoge
Kabhi Dil Kisi Se Lagakar To Dekho

Wafaon Ki Hamse Tawakko Nahi Hai
Magar Ek Baar Aazma Ke To Dekho

Zamane Ko Apna Banakar To Dekho
Hame Bhi Tum Apna Banake To Dekho
Khuda Ke Liye Do Ab Ye Parda
Ke Aaj Hum Tum Nahi Gair Koi

Shab-E-Wasl Bhi Hai Hijab Is Qadar Kyun
Zara Rukh Se Anchal Utha Kar To Dekho

Jafaye Bohot Ki Bohot Zulm Dhaye
Kabhi Ek Nigahen Karam Is Taraf Bhi

Hamesha Huye Dekh Kar Mujhko Bereham
Kisi Gair Ko Sata Kar To Dekho

Jo Ulfat Me Har Ek Sitam Hai Gawara
Ye Sab Kuch Hai Pas-E-Wafa Tumse Warna

Satate Ho Din Raat Jis Tarah Mujhko
Kisi Gair Ko Sata Kar To Dekho

Agar Che Kisi Baat Par Wo Khafa Hai
To Acha Yahi Hai Tum Apni Si Kar Lo

Wo Mane Na Mane Ye Marzi Hai Unki
Magar Unko Purnam Mana Kar To Dekho
Report lyrics
Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits (2014)
Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai Dil Pe Zakham Khaate Hain Aisa Banana Sanwarna Mubarak Tumhein Tumhein Dillagi Bhool Jaani Padegi Aag Daman Mein Lag Jayegi Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai Gham Hai Ya Khushi Hai Tu Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein Woh Hata Rahe Hain Parda Aaj Koi Baat Ho Gayi Dayar-E-Ishq Mein Mast Nazron Se Allah Bachaye Haqeeqat Ka Agar Afsana Ban Jaye Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka Saanson Ki Mala Pe Simrun Main Hai Kahan Ka Irada Tumhara Sanam Dil Jis Se Zinda Hai Khanjar Hain Teri Aankhein Shaam Savere Nain Bichha Ke Band Hua Saara Maikhana Doston Ki Shikayat Jaag Uthe Hain Dard Purane Gham-E-Yaar Se Shikayat Aarzoo-E-Mohabbat Hai Main Talkhiye Hayaat Se Tu Agar Benaqaab Ho Jaaye Bahaar Ke Din Hain Maikada Bhi Apna Hai Mere Saaqi Yeh Tamasha Mulaqaat Ho Gayi Saadgi to Hamari Zara Dekhiye Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Darr Se Poochha Kisi Ne Haal Kisi Ka Pilao Saaqi Tumne Bhi Thukra Hi Diya Hai Mera Intezaar Karna Raah Aasaan Ho Gayi Hogi Na Sawaal Ban Ke Mila Karo Mujhe Tum Yaad Aate Ho Kehna Ghalat Ghalat Nargisi Ankh Dorey Gulabi Unke Dar Pe Pahunchne Tum Ek Gorakhdhandha Ho Is Karam Ka Karun Shukar Kaise Zehaale Miskeen Makun Taghaful Eid Gahay Mahay Gareeba Ya Haiyyo Ta Qayyum Dum Mast Qalander Mast Mast Allah Hoo Allah Hoo