ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na ham hosh mein hain
nazar kaa milaanaa ghazab ho gayaa
tere honth kyaa hain gulaabi kanwal hain
ye do pattiyaan pyaar ki ik ghazal hain
wo naazuk labon se muhabbat ki baaten
hameen ko sunaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
kabhi khul ke milnaa kabhi khud jhijhaknaa
kabhi raaston par bahaknaa machalnaa
ye palkon ki chilman uthaakar giraanaa
giraakar uthaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
fizaaon mein thandak ghataa bhar jawaani
tere gesuon ki badi meharbaani
har ik pench mein saikdon maikade hain
teraa ladkhadaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na ham hosh mein hain
nazar kaa milaanaa ghazab ho gayaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na ham hosh mein hain
nazar kaa milaanaa ghazab ho gayaa
tere honth kyaa hain gulaabi kanwal hain
ye do pattiyaan pyaar ki ik ghazal hain
wo naazuk labon se muhabbat ki baaten
hameen ko sunaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
kabhi khul ke milnaa kabhi khud jhijhaknaa
kabhi raaston par bahaknaa machalnaa
ye palkon ki chilman uthaakar giraanaa
giraakar uthaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
fizaaon mein thandak ghataa bhar jawaani
tere gesuon ki badi meharbaani
har ik pench mein saikdon maikade hain
teraa ladkhadaanaa ghazab ho gayaa
ae phoolon ki raani bahaaron ki malikaa
teraa muskuraanaa ghazab ho gayaa
na dil hosh mein hai na ham hosh mein hain
nazar kaa milaanaa ghazab ho gayaa