Ajnabi kahein ki apna kahein
Ab kya kahein, kya na kahein x (2)
Ishaare bhi chup hain, zuban khamosh hai
Sadaa ghum-sum si hai, tanha aghosh hain
Yaara re, yaara re
Kyun faslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faslon mein bhi tu yaara re
Tu chhoot kar, kyun chhoota nahin
Kuchh to judaa hai abhi
Main toot kar, kyun toota nahin
Jeene mein hai tu hai kahin
Ishaare bhi chup hain, zuban khamosh hai
Sadaa ghum-sum si hai, tanha aghosh hain
Yaara re, yaara re
Kyun faslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faslon mein bhi tu yaara re
Hai har ghadi, woh tishnagi
Jo ek pal bhi na bujhi
Hai zindagi chalti hui
Par yeh zindagi hi nahin
Ishaare bhi chup hain, zuban khamosh hai
Sadaa ghum-sum si hai, tanha aaghosh hain