Khushk patay bikhray hain zameen pe
Keh kabhi choomain inhain saawan kay saey
Andheri chadar auray hai har subah
Andheri chadar auray hai har subah
Keh kabhi phir issay roshni nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Band razan goonjay hain harr taraf
Keh kabhi phir sehra jangal bann jaey
Khamosh hai zameen apni safaee main
Khamosh hai zameen apni safaee main
Keh kabhi phir apni matti say pyaar laut aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Damm ghutay hai har pal....har qadam
Keh kabhi phir yahan zindagee aa jaey
Sard chehray dekhay hain dhundhlay khwaab
Keh kaash phir kal saaf nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Fazaaa
{Aamirâ„¢}
Keh kabhi choomain inhain saawan kay saey
Andheri chadar auray hai har subah
Andheri chadar auray hai har subah
Keh kabhi phir issay roshni nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Band razan goonjay hain harr taraf
Keh kabhi phir sehra jangal bann jaey
Khamosh hai zameen apni safaee main
Khamosh hai zameen apni safaee main
Keh kabhi phir apni matti say pyaar laut aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Damm ghutay hai har pal....har qadam
Keh kabhi phir yahan zindagee aa jaey
Sard chehray dekhay hain dhundhlay khwaab
Keh kaash phir kal saaf nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Fazaaa
{Aamirâ„¢}