Hairat maraaz-e-har do jahan, bee-niyaaz kard
ein khhwab kaar-e-daulat-e-bedar-e-mi kunad
khuli jabke chashm-e-dil-e-hazeen
to woh nam raha na tarii rahee
hoi hairat aisee kuchh aankh par
be-asar ki be-asarii rahee
padi gosh-e-jaan me ajab nida
ke jigar na be-jigaree rahee
khabar-e-tahiyyur-e-ishaq sun
na junoon raha na pari rahee
na to tuu raha na to main rah
jo rahee so be-khabarii rahee
Mujhe bekhudi ye tune bhali chashni chakhayi
Kisi aarzoo ki dil mein nahi ab rahi samayi
mujhe be-khudi ye tuu ne
Na hazar hai na khatar hai, na raja hai ne dua hai
Na khayaal e bandagi hai na tamana e khudai
mujhe be-khudi ye tuu ne
Na muqqam e guftagu hai na mahhall e justaju hai
Na wahan havaas pahunche na khirad ko hai rasai
mujhe be-khudi ye tuu ne
Na makin hai ne makan hai na zameen hai ne zaman hai
Dil e be nava ne mere jahan chhavni hai chayi
mujhe be-khudi ye tuu ne
Na visaal hai na hijraan na suroor hai na gham hai
Jise kahiye khwab e ghaflat so woh neend mujh ko aayi