.

Tauba Tumhare Ishare Lyrics

Tauba tumhare ye isharay
Hum to deewanay hain tumharay
Raaz ye kaisay khol rahi ho
Tum aankhoan se bol rahi ho
Jaadu aatay hain tum ko saaray
Tauba tumhare ye isharay
Hum to deewanay hain tumharay
Chhoo leitay ho taar jo dil k e
tum hee batao tum se mil ke
Jaanu dil koi kyun na haaray
Tauba tumhare ye ishare

j*** damakta jaadoo jaadoo
Zulf ghanairi khushboo khushboo
Saansein hamari mehki mehki
nazrain tumhari behki behki
tumhara badan hai jaisay chaman
hosh uraadein ye nazaray
Tauba tumhare ye isharay
Hum to deewanay hain tumharay
ho raaz ye kaisay khol rahi ho
tum aankhoan se bol rahi ho
jaadu aatay hain tum ko saaray
tauba tumharay ye isharay

koi nasha hai chalka chalka
hosh bacha hai hulka hulka
hum hain jaisay khoye khoye
jaagay lekin soye soye
machalti raho pighalti raho
baahoan ke ghairay mein hamaray
Tauba tumhare ye ishare
Hum to deewanay hain tumharay
Chhoo leitay ho taar jo dil ke
tum hee batao tum se mil ke
jaanu dil koi kyun na haaray
Tauba tumhare ye ishare

Tauba tumhare ye ishare
Hum to deewanay hain tumharay
raaz ye kaisay khol rahi ho
tum aankhoan se bol rahi ho
jaadu aatay hain tum ko saaray
Tauba tumharay ye isharay
Report lyrics
Top Abhijeet & Alka Yagnik Lyrics