"Horih hoye rahi hai
Ahmad jiyo ke dwar
Hazrat Ali ka raang bano hai
Hasan Husain khilar
Aiyso hori ke dhum machi hai
chahun or pari hai pukaa
Aiyso anokho chatur khiladi
raang dinyon sansar
Niaz pyara bhar bhar chidke
ek hi raang sahas pichkar"
Hazrat Shah Niaz
Ji chahe to sheesha ban ja, ji chahe paimana ban ja
Sheesha paimana kya banna, mai ban ja maikhana ban ja..
Mai bar kar, maikhana ban kar masti ka afsana ban ja
Masti ka afsana bankar hasti se begaana ban ja
Hasti se bagaana hona masti ka afsana banna
Is hone se is banne se achha hai deewana ban ja
Deewana ban jane se deewana hona achha hai
deewana hone se achha khak e dar e janana ban ja
Khak e dar e janana kya hai ahle dil ki annkh ka surma
Shama ke dil ki thandak ban ja noor e dil e parwana ban ja
Seekh Zaheen ke dil se jalna kahe ko har shamma par jalna
Apni aag mein khud jal jaye tu aisa parwana ban ja